Mirchi
Some
images make you react
Like
this stunner by Dharmendra Khandal
I
launch off – bringing in my love for
trains –
Rail banake mirchi chali apni pyaas
bujane . .
Nange pahad ki mitti khaake teekha pan
bhagaane . .
रेल बनाके मिर्ची चली अपनी प्यास बुजाने . .
नंगे पहाड़ की मिट्टी ख़ाके तीखापन भगाने . .
And
promptly he gets back
Mein hoon teekhi, mein hoon tej, mein hoon surkh Hasina,
Kyon khaon main pahad ki mitti, jab main aai hoon sab ko dhool chatane,
Mein pyasi hoon janam janam ki, mein hoon surkh Hasina,
Main jaongi rail banke sab gaon gali chobare, aur bolongi aai hoon ‘sab ko dhool chatane’
Janam janam ki pyasi hoon mein, aur pyasa mujhe hai marna

में हूँ तीखी, में हूँ तेज, में हूँ सुर्ख हसीना,
क्यों खाऊं मैं पहाड़ की मिट्टी, जब मैं आई हूँ सब को धूल चटाने,
में प्यासी हूँ जनम जनम की, में हूँ सुर्ख हसीना,
मैं जाऊंगी रेल बनके सब गाओं गली चॉबारे, और बोलूँगी आई हूँ ‘सब को धूल चटाने',
जनम जनम की प्यासी हूँ में, और प्यासा मुझे है मरना
I –
as if – am happily stuck and keep going
Mirchi saji hai aaj aise . .
Mano mor nache jaise . .
Pahad ke dil bhi machle . .
Kahe ab to laga le gale . .
मिर्ची सजी है आज ऐसे . .
मानो मोर नाचे जैसे . .
पहाड़ के दिल भी मचले . .
कहे अब तो लगा ले गले . .
And
finally this
Teekhi badi, mirchi chalee . .
Thak ke aundhi tokri padee . .
तीखी बड़ी, मिर्ची चली . .
थक के औंधी टोकरी पड़ी . .
Comments
Post a Comment